Khushbo Mein Basay Khat is a new romantic drama based on the life of Ahmed Zaryab, a poet. The drama lead cast includes Adnan Siddiqui, Kinza Hashmi, and Wania Ahmed. Khushbo Mein Basay Khat drama poetry became popular among drama viewers and the drama ost sing lyrics are worth listening to. So without further ado, let’s take a look at Khushbo Mein Basay Khat drama poetry in Urdu.
Khushbo Mein Basay Khat Drama Poetry and OST Lyrics
“Ek Shayar Tha Ek Aadmi Tha
Meri Dono Sey Khoob Dosti Thi
Dono Ek Dusre Sey Jhagadte Thay
Aur Larte Thay Mujh Sey Subh-o-Sham
Aadmi Kam Chhor Deta Tha Aur Shayar Kalam
Jab Mujhe Koi Kaam Pata Tha
Aadmi Aadmi Sey Larta Tha
Jab Zara Mayal-e-Sukhan Hota
Ja Ke Sheher Ke Samne Rota
Chal Raha Tha Yahi Ke Tum Aaye
Chal Raha Tha Yahi Ke Tum Aaye
Karne Mere Hawas Gum Aaye
Tum Na Sheher Na Aadmi Ho
Aaj Se Tum Hi Meri Zindagi Ho”
“Khud Tarahsa Hai Jab Se But Apna
Butparasti Se Ishq Ho Gaya Hai
Jab Se Dekha Hai Us Fakiron Ko
Faqat Masti Se Ishq Ho Gaya Hai”
“Tujh Se Jo Bayan Kar Doon
Usaf Tumhare Tujh Ko
Tu Teri H Nazar Lag Jae
Har Sheher Mein Hoon Gay
Tere Husn Ke Charche
Zamane Ko Jo Teri Khabar Lag Jae”
“Chhoti Chhoti Galiyon Mein Rehne Wali
Wo Chadar Posh Larki
Udaas, Pareshan, Aankhon Mein Chalaki”
“Teri Nazron Ke Hasar Mein Rehna
Baar Baar Rehna”